Blog About Us
Bhangarh ke bhootiyaan aur uski rahasyamayi kahaniyan to hum sabne suni hain. Lekin, kya aapne kabhi Ajabgarh ke baare mein suna hai? Yeh ek aisa sheher hai jiski kahaani sunte hi kisi ki rongte khade ho jaate hain. Gehre janglon aur khandharon se ghiri, yeh jagah aksar logon ke mann mein sawaal uthati hai: kya yeh jagah sach mein bhooton ka ghar hai? Lekin fir bhi, kuch logon ki himmat itni badi hoti hai ki ve is jagah ke rahasyon ka parda faash karne ki shart par tayar ho jaate hain. Rajveer aur Tilak ne bhi ek aisi shart mein apna jeevan daala, bhale he mazak-mazak mein daala gaya tha, lekin kehte hain na, dil ki baat zubaan pe aa hi jaati hai. Unka yeh safar unhe Ajabgarh ki gehraiyo tak le gaya, jahan khatarnak raaz aur anjaan darinde unke liye intezaar kar rahe the.
107 Episodes
10 May 2024
14 MINS
10 May 2024
15 MINS
10 May 2024
11 MINS
10 May 2024
15 MINS
10 May 2024
12 MINS
10 May 2024
9 MINS
10 May 2024
11 MINS
10 May 2024
13 MINS
10 May 2024
9 MINS
10 May 2024
11 MINS
1 2 3 11